வியாழன், 21 ஜூன், 2018

இசையும் நானும் (309)-HINDI Movie/album:Aandhi (1975) பாடல்:: Tere bina zindagi se koi,


இசையும் நானும் (309)-HINDI Movie/album:Aandhi  (1975)

பாடல்:: 

Tere bina zindagi se koi,
MOUTHORGAN VEDIO-309
Movie/album: Aandhi  (1975)

Singers: kishore kumar/lata mangeshkar
Song Lyricists: Gulzar
Music Composer: R.D.Burman

Tere bina zindagi se koi, shikwa, to nahi
Shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi
Zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi 
     
Kaash aisa ho tere kadmo se
Chun ke manzil chale aur kahi door kahi
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi 
     
Jee mein aata hai, tere daaman mein
Sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi 

Tere bina zindagi se koi, shikwa, to nahi
Shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi
Zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi 
     
Tum jo keh do to aaj ki raat
Chaand doobega nahi, raat ko rok lo
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi 

Tere bina zindagi se koi, shikwa, to nahi
Shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi
Zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi

2 கருத்துகள்:

 1. முன்னரே ஆந்தி பாடல் இசைத்திருக்கிறீர்களோ? அல்லது அது இன்னொரு பாடலோ? கேட்டேன், ரசித்தேன்.

  பதிலளிநீக்கு
  பதில்கள்
  1. YES.இசையும் நானும் (210)
   இந்தி திரைப்படம் -ஆந்தி பாடல்:इस मोड़ से जाते हैं (ஐஸ் மோட் சே ஜாதெ ஹை )

   நீக்கு