புதன், 10 மே, 2017

இசையும் நானும் (181) HINDI Film -ANUPAMA-- song-Dheere Dheere Machal Aye

இசையும் நானும் (181)


HINDI Film -ANUPAMA-- song-Dheere Dheere Machal Aye

Movie


MY MOUTHORGAN VEDIO 
Song : Dheere Dheere Machal Aye
Music : Hemanta Kumar Mukhopadhyay
lyrics : Kaifi Azmi
Singers : Lata MangeshkarDhire Dhire Machal Aye Dil-E-Bekraar
Dhire Dhire Machal Aye Dil-E-Bekraar
Koi Aata Hai
Yu Tadap Ke Na Tadpa Muze Baar Baar
Koi Aata Hai
Dhire Dhire Machal Aye Dil-E-Bekraar

Uske Daman Ki Khushbu Hawao Me Hai
Uske Kadmo Ki Aahat Phanao Me Hai (Uske)

Mujh Ko Karne De Karne De Sola Singar(Dhire)
Koi Aata Hai
(Dhire)


Mujh Ko Chhune Lagi Uski Parchhaiya

Dil Ke Najdik Bajti Hai Shahnaiya

Mujh Ko Chhune Lagi Uski Parchhaiya
Dil Ke Najdik Bajti Hai Shahnaiya

Mere Sapno Ke Aangan Me Gata Hai Pyar
Koi Aata Hai
(Dhire)Ruth Ke Pahle Ji Bhar Sataungi Mai

Jab Manayenge Wo Maan Jaaungi Mai

Ruth Ke Pahle Ji Bhar Sataungi Mai
Jab Manayenge Wo Maan Jaaungi Mai

Dil Pe Rahta Hai Aese Me Kab Ikhtiyar
Koi Aata Hai
(Dhire)கருத்துகள் இல்லை:

கருத்துரையிடுக