செவ்வாய், 11 ஏப்ரல், 2017

இசையும் நானும் (171)HINDI Film - Dharam Karam song Ek Din Bik Jayega Matee Ke Molஇசையும் நானும் (171)HINDI Film -

Dharam Karam

Song
:
Ek Din Bik Jayega Matee Ke Mol
Movie
: Dharam Karam 
Singer(s)
Mukesh
Music By
R D Burman
Lyricist(s)
Majrooh Sultanpuri
Ek Din Bik Jayega Matee Ke Mol Lyrics from Dharam Karam


Ek din bik jayega, matee ke mol
 Jag me reh jayenge pyare tere bol
 Duje ke hotho ko dekar apne git
 Koyee nishanee chhod, phir duniya se dol
 Ek din...
 
 Anhonee path me kante lakh bichaye
 Honee toh phir bhee bichhda yar milaye
 Yeh birha yeh duree, do pal kee majburee
 Phir koyee dilwala kahe ko ghabraye taram pam...
 Dhara jo behtee hai milke rehtee hai
 Behtee chara ban ja phir duniya se dol
 Ek din...
 
 Parde ke pichhe baithee sanval goree
 Tham ke tere mere man kee doree
 Yeh doree naa chhute, yeh bandhan naa tute
 Bhor hone walee hai abb raina hai thodee
 Taram pam...
 Sar ko jhukaye tu baitha kya hai yar
 Goree se naina jod phir duniya se dol
 Ek din...

https://www.youtube.com/watch?v=37hnnHsw3ys&feature=em-upload_owner

கருத்துகள் இல்லை:

கருத்துரையிடுக